You are here: Maxabout.com > Music > Lyrics
Section Shortcut: lyrics.maxabout.com
Find Lyrics:    
Sponsored Links
Sponsored Links
Tools
Bookmark/Discuss

Tere Bina Main Na Rahoon Lyrics

Hindi Movie/Album Name: Chor Aur Chand
Singer(s): Kumar Kancha, Anuradha Paudwal


Hindi Lyrics:
Kancha:
hey hey hey hey, hey hey hey, hey hey hey
la la la la, la la la, la la-la

(tere binaa main na rahoon, mere binaa tu na rahe
ye qasam yahin le sanam) -2

Anu: 
pyaar kahe meraa o jaanejaanaa, bas mein agar ho ye mere
saaNsoN ke jaise guzarti rahoon main, chhoo kar labon ko tere
ho..

Kancha: 
tere binaa main na rahoon, mere binaa tu na rahe
ye qasam yahin le sanam -2

tu meri jaan hai, meraa armaan hai
teraa ghar meraa dil hai, ye jahaan nahin

Anu: 
dil ye betaab hai, tu meraa khvaab hai
meri palkon se door kyun rahe kahin

Kancha: 
ho.. ab to koi faaslaa mujhe nahin ganvaaraa

Anu:
chhod doon jahan agar mile teraa ishaaraa

Kancha:
tere bina main na rahoon, mere binaa tu na rahe
ye qasam yahin le sanam -2

Anu:
pyaar kahe meraa o jaanejaanaa, bas mein agar ho ye mere
saanson ke jaise guzarti rahoon main, chhoo kar labon ko tere
ho..

Kancha:
tere binaa main na rahoon, mere binaa tu na rahe
ye qasam yahin le sanam -2

Anu:
O ho kahoon main baanvri, main banoon baansuri
tere honthon se lagoon preet churaa loon

Kancha:
teraa aanchal banoon, tan se liptaa rahoon
teri dhadkan kaa main har geet churaa loon

Anu:
O.. apne pyaar ko jahaan ki nazar lage na
ye nashaa rahe to zindagi safar lage na

Kancha:
tere binaa main na rahoon, mere binaa tu na rahe
ye qasam yahin le sanam -2

Anu:
pyaar kahe meraa o jaanejaanaa, bas mein agar ho ye mere
saanson ke jaise guzarti rahoon main, chhoo kar labon ko tere
ho..

Kancha:
tere binaa main na rahoon

Anu:
mere binaa tu na rahe
ye qasam yahin le sanam, o.. ye qasam yahin le sanam

Kancha:
ye qasam yahin le sanam, hey.. ye qasam yahin le sanam
ho o ye qasam yahin le sanam, haa aa.. ye qasam yahin le sanam

Tere Bina Main Nahin Lyrics

Hindi Movie/Album Name: Dus (Old)
Singer(s): Sukhvindar Singh, Shankar Mahadevan


Hindi Lyrics:
tere bina main nahi mere bina tu nahi
khushbu bina phool nahi phuul bina khushbu nahi

tu to jaane na maine ki teri bandagi
tu sanam hai tu khuda hai maahiya
meri aankhon mein tera jalwaa hai pyaar tujhse kiya dil diyaa

dhadkanon ki jubaan sirf suntaa sadaa hai tu
lamhaa lamhaa yahaan mujhko hai teri justajuu sun le maahiyaa
meri saanson mein teri khushbuu hai kah rahaa hai yahi ye jiyaa
tu to jaane na ...

ye zameen aasmaan hain ye teri nishaaniyaan
sabke hothon pe hain o sirf teri kahaaniyaan sun le maahiyaa
har jagah har su hai tera jaadu paa ke tujhko jahaan paa liyaa
tu to jaane naa ...

Tere Bina Jiya Jaye Na Lyrics

Hindi Movie/Album Name: Tera Chehra
Singer(s): Adnan Sami


Hindi Lyrics:
Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na -2 
Sili Sili Pyasi Raina, Aake Bhiga De Raina Oh
Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na, Oh
Hmm

Beete Dinon Ki Yaad Sataati Hai 
Man Ghabraata Hai Rah Rah Ke 
Meri Tanhaayi Tujhko Bulaati Hai 
Haar Gaya Gham Sah Sah Ke 
Koi Mujhe Bahlaaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na 
Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na
Sili Sili Pyasi Raina, Aake Bhiga De Raina Oh
Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na, Oh

Har Dhadkan Mein Pyaas Hai Teri 
Aise Mein Door Main Kaise Rahoon 
Tujh Bin Dil Ka Aangan Kaisa Hai 
Tujhse Bhala Ye Kaise Kahoon 
Koi Tujhe Samjhaaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na 
Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na
Sili Sili Pyasi Raina, Aake Bhiga De Raina Oh
Chain Mujhe Ab Aaye Na, Tere Bina Jiya Jaye Na
Ho Tere Bina Jiya Jaye Na -4

Tere Bina Zindagi Se Koyi Lyrics

Hindi Movie/Album Name: Aandhi
Singer(s): Kishore Kumar


Hindi Lyrics:
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi, shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi, zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi 
         
Kaash aisa ho tere qadmo se, chun ke manzil chale aur kahi door kahi - 2
Tum gar saath ho, manzilo ki kami to nahi
Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi 
         
Jee mein aata hai, tere daaman mein, sar jhuka ke ham rote rahe, rote rahe - 2
Teri bhi aankho mein, aansuo ki nami to nahi 

Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi,
shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,
zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi 
         
Tum jo keh do to aaj ki raat, chaand doobega nahi, raat ko rok lo -2
Raat ki baat hai, aur zindagi baaki to nahi 

Tere bina zindagi se koyi, shikwa, to nahi,
shikwa nahi, shikwa nahi, shikwa nahi
Tere bina zindagi bhi lekin, zindagi, to nahi,
zindagi nahi, zindagi nahi, zindagi nahi

Tere Bina Zindagi Se Lyrics

Hindi Movie/Album Name: Dil Vil Pyar Vyar
Singer(s): Alka Yagnik And Hariharan


Hindi Lyrics:
--FEMALE--
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin
Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin
Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin
Tere bina zindagi se shikwa to nahin
(Ji mein aata hai tere daaman mein
Sar chhupaake hum rote rahe, rote rahe) - 2
Teri bhi aankhon mein aansuon ki nami to nahin

--MALE--
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin
Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin
Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin
(Tum jo keh do to aaj ki raat
Chaand doobega nahin, raat ko rok lo) - 2
Raat ki baat hai, aur zindagi baaqi to nahin

--FEMALE--
Tere bina zindagi se koi shikwa to nahin
Shikwa nahin, shikwa nahin, shikwa nahin

--MALE--
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin
Zindagi nahin, zindagi nahin, zindagi nahin

--FEMALE--
Tere bina zindagi se shikwa

Tere Bina Jeena Nahi Lyrics

Hindi Movie/Album Name: Tere Bina (Kunal Ganjawala)
Singer(s): Kunal Ganjawala


Hindi Lyrics:
tere bina jina nahi jina nahi saathiya - 2
aye hasina nazneena tu hain kaha 
tere bina jina nahi jina nahi saathiya - 2
aye hasina nazneena tu hain kaha 
tere bina jina nahi jina nahi saathiya - 2

mehki fizayen thandi hawaaye tujhko bula rahi hain
chahat mein teri kaliya chaman ki raahein saja rahi hain
jaane jaana kutch batana tu hain kaha 
tere bina jina nahi jina nahi saathiya - 2
aye hasina nazneena tu hain kaha 

in wadiyon mein dil ki sadayein gunji hain is tarah se
chahat ka naam likha hua ho sadiyo se jis tarah se
yu satao na ab toh aa na tu hain kaha
tere bina jina nahi jina nahi saathiya - 2
aye hasina nazneena tu hain kaha 
tere bina jina nahi jina nahi saathiya
tere bina jeena nahi...
hmmm....
sathiya ....

Tere Bina Tere Bina Lyrics

Hindi Movie/Album Name: Khushi
Singer(s): Alka Yagnik, Shaan


Hindi Lyrics:
(Tere Bina Tere Bina Tere Bina Tere Bina
Tere Bina)..(2)
Jeena Mera Mushkil Hai Yaar 
Tere Bina Tere Bina Tere Bina Tere Bina..(2)
Maarna Mera Mushkil Hai Yaar 
Tere Bina Tere Bina Tere Bina Tere Bina..(3)
Ab Neend Bhi Aati Nahin
Tere Bina Tere Bina Tere Bina Tere Bina..(2)
Aab Chain Bhi Aata Nahi
Tere Bina Tere Bina Tere Bina Tere Bina...(3)

Betaabi Chhaayi Hai Ab Har Ghadi
Haan Teri Kasam
Raaton Ko Khwaabon Mein Dekha Tujhe
Maine Sanam
Hasna Mujhe Rona Lage
Tere Bina Tere Bina Tere Bina Tere Bina..(2)
Paana Mujhe Khona Lage
Tere Bina Tere Bina Tere Bina Tere Bina...(3)

Yaadon Mein Khoyi Thi
Main Raat Bhar Soyi Nahi
Tanhaayi Dasti Hai
Mera Yahan Koyi Nahi
Gulshan Mujhe Sehra Lage
Tere Bina Tere Bina Tere Bina Tere Bina..(2)
Yeh Waqt Bhi Thehra Lage
Tere Bina Tere Bina Tere Bina Tere Bina...(3)

Tere Bina Jiya Jaye Na Lyrics

Hindi Movie/Album Name: Ghar
Singer(s): Lata Mangeshkar


Hindi Lyrics:
tere beenaa jiyaa jaaye naa
bin tere, tere bin saajanaa
saans mein saans aaye naa

jab bhee khayaalon mein too aaye
mere badan se khushaboo aaye
mahake badan mein rahaa naa jaaye, rahaa jaaye naa

reshamee raate roj naa hogee
ye saugaate roj naa hogee
jindagee tuz been raas naa aaye, raas aaye naa

Tere Bina Lyrics

Hindi Movie/Album Name: Vadh
Singer(s): Sunidhi Chauhan


Hindi Lyrics:
Tere Bina Nasha Hai Adhoora
Tere Bina Nasha Hai Adhoora
Kareeb Aa Ise Kar De Poora
Yun Na Ghamgheen Kar Raat Rangeen Kar
Mangta Hai Badan Pyaar Tera
Tere Bina Nasha Hai Adhoora
Kareeb Aa Ise Kar De Poora
Yun Na Ghamgheen Kar Raat Rangeen Kar
Mangta Hai Badan Pyaar Tera

Jawan Hoon Main Jawan Hai Tu Jawan Hai Zindagi
Akela Pan Sata Raha Hai Kar Le Dosti
Baahon Mein Daal Mujh Mein Machal
Tere Bina Nasha Hai Adhoora

Tere Liye Bani Hoon Mein
Pi Le Tu Mujhe Mujh Mein Hai Teri Khushi
Ji Le Tu Mujhe 
Saason Mein Aa Mujh Mein Sama
Tere Bina Nasha Hai Adhoora
Tere Bina Nasha Hai Adhoora
Kareeb Aa Ise Kar De Poora
Yun Na Ghamgheen Kar Raat Rangeen Kar
Mangta Hai Badan Pyaar Tera

Tere Bina Nasha Hai Adhoora
Tere Bina Nasha Hai Adhoora
Tere Bina Nasha Hai Adhoora
Tere Bina Nasha Hai Adhoora
Sponsored Links


Artists
A | B | C | D | E | F | G | H | I | J | K | L | M | N | O | P | Q | R | S | T | U | V | W | X | Y | Z |
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes only.