You are here: Maxabout.com > Music > Lyrics
Section Shortcut: lyrics.maxabout.com
Find Lyrics:    
Sponsored Links
Sponsored Links
Tools
Bookmark/Discuss

Main Toh Lut Gaya Lyrics

Hindi Movie/Album Name: Tamanna
Singer(s): Mukesh


Hindi Lyrics:
aji o taash ke baawan patte panje chhakke satte 
sab ke sab harjaai main to lut gaya 
main to lut gaya raam duhaai  -2 
taash ke baavan ... 

daan yateemon ko deta to daani main kahalaata 
khush ho jaati biwi jo uske gahane banawata  -2 
maine kaagaz ki begam se kaahe aankh ladaai 
main to lut gaya ... 

apne dil ka chain bhi haara aur daulat bhi haari 
maalik ne insaan banaya main ban gaya juaari  -2 
gali-gali mein ho gayi yaaron aaj meri rusawaai 
main to lut gaya ... 
Sponsored Links


Artists
A | B | C | D | E | F | G | H | I | J | K | L | M | N | O | P | Q | R | S | T | U | V | W | X | Y | Z |
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes only.