|
|
|
|
You are here: Maxabout.com > Music > Lyrics
|
Section Shortcut: lyrics.maxabout.com
Find Lyrics:
|
Tools
Bookmark/Discuss
|
Chod Baabul Ka Ghar-Part1 Lyrics
Hindi Movie/Album Name: Babul
Singer(s): Shamshad
Hindi Lyrics:
sha : chod baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
aaj jaana pada
o
aaj jaana pada
Cho: : chhod baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
aaj jaana pada
sha : yaad maike ki tan se bhulaaye chali
Cho : haan bhulaaye chali
sha : preet saajan ki man mein basaaye chali
Cho : haan basaaye chali
sha : yaad kar ke ye ghar, royi aankhen magar
muskurana pada
o
aaj jaana pada
Cho : ( chod baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
aaj jaana pada ) -2
Chod Baabul Ka Ghar-Part3 Lyrics
Hindi Movie/Album Name: Babul
Singer(s): Talat, Rafi
Hindi Lyrics:
ta : chod baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
aaj jaana pada
ho
aaj jaana pada
pehan ulfat ka gehna dulhan main bani
dola aaya piya ka sakhi main chali
ye tha jhootha nagar, isliye chod kar,
mohe jaana pada
o
aaj jaana pada
Cho : aa
ra : aao saajan khade hain duwaar
lene ko aaye kahaar
doli mein ho ja sawaar
Chod Baabul Ka Ghar Lyrics
Hindi Movie/Album Name: Babul
Singer(s): Talat, Shamshad
Hindi Lyrics:
ta : chod baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
aaj jaana pada
sha : chod baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
aaj jaana pada
o
aaj jaana pada
Cho : chod baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
aaj jaana pada
sha : sang sakhiyon ke bachapan bitaati thi main
Cho : haan bitaati thi main
sha : byaah gudiyon ka hans-hans rachaati thi main
Cho : haan rachaati thi main
sha : sab se munh mod kar, kya bataau kidhar
dil lagaana pada
o
aaj jaana pada
Cho : chhod baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
aaj jaana pada
|

Artists
A |
B |
C |
D |
E |
F |
G |
H |
I |
J |
K |
L |
M |
N |
O |
P |
Q |
R |
S |
T |
U |
V |
W |
X |
Y |
Z |
|
|
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided
for educational purposes only. |
|
|
|